Hamen Tumse Hua Hai Pyar Webmusic
Pathar ko bhi pani kar de hum woh jaan rakhte hai, anjaan ko bhi apna bana le hum woh pehchaan rakhte hai. Karte nahi izhar phir kyun karte ho tum pyar?
Humein Tumse Pyar Ho Gaya Chupke Chupke. Mohabbat Ho Gayi Hai Tumse 'Saiyan Sanye Sanyoni'. 'Tumse Milke Hua' Tubby-Parik Shahab Allahabadi Shaan.
Nazron se bate bahat hui ab lab se karo ikrar. Fitrat me nahi Humare, Mohabbat me aason Bahana, Bewafaiko unki apni yadon me dohrana, Do boond Sharab ki, Bhuladeti hai sare gam, Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me Nikal padte hai Hum!! Banakar tumhare dil ko basera, tumhare dil mein rahna chahta hoon, aaj tumse dil ki her woh baat, mai bus kehna chahta hoon Insaan jab is jahan mein aya uske pass gam tha Aur jab is jahan se gaya tau uske pass gam tha Khushi usne jis lamhe ko samajha, e yarab Dar-asal tab uske gam ka ehsas kam tha Har Dil Ki Tarah Mere Bhi Dil Ka, Anjaam Abhi Baaki Hai, ThoDi Khushee Abhi Baaki Hai Isame, ThoDi Jaan Abhi Baaki Hai. Dil ki sada ho, zubaa.n ki nida ho tum, Hoor ho, hus.n ki har ada'a ho tum, Is deewane ki khai'd ho, saza ho tum, haya ho, fiza ho, thandi hawa ho tum.
Humne tumhari yaad mein ro-ro ke tub bhar diye, tum itne bewafa nikale, usme nahaaiyen aur chal diye:) Jab jate the dost, college me C++ Programming Sikhne Tab jate the hum, maikhane peena sikhne. Gaa to hum bhi sakte hain gar awaaz ho to, Baja to hum bhi sakte hain gar saaz ho to, Kaun kehta hai Shah Jahan ne Taj banaya, Bana to hum bhi sakte hain, gar Mumtaz ho to HUM NE TO MUHOBBAT MEIN APNE WAJOOD KE DO TUKDE KIYE; EK KO KHUD SE JUDA PAYA; EK PE TERA NAAM KHUDA PAYA. Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain Insan badal jate hain, jazbat badal jate hain Par tum na badloge, ye aitbar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Kai din guzre, tumse bichde Kai pal beete, kai yug beete Kai baar sambhala, khud ko sanam Par thak hi gaye, jeete jeete Khai thi kasam ki lad lenge Duniya walon se, duniya se Par hay jamana jeet gaya na tum jeete, na hum jeete In haseeniyon se pyaar kya karna. In adayon se pyaar kya karna. Yeh Zakhm de kar hasa karti hain. In bewafayon se pyaar kya karna Kehte hai dekhne se nazar lag jaati hai.
Poonam ki raat mei bahar na nikalna. Kahee chaand tumhe na dekh le! Wah wah wah wah. Kya din the woh zindgi ke jab tum hamare saath the apne haathon mein leke chalte tumhara haath the ai khuda mujhe mere woh din lauta de mujhe meri zindgi lauta de likh kar bhi,aankhon se bhi,honthon se bhi kabul kiya par maana tha jinhe apna unhone thukra diya darwaje se ana chahta tha, tab dawaje band ho jate the.
Ab jab darwazon ko tora maine, sara ghar mere liye chhod jaten hai. Pahle bhi log mujhse katrate the, abhi nafrat karte hain. Kabhi rooke bol bolte the, ab dil mere tor jaate hain. Jeene ki aarzoo thi hamhari, zindagi hamse mukh mod liya. Maut ka intazar kiya jab, woh bhi hamhe tarapta chhod gaya. Na ab jeene ki chaah hai, na kambakht maut aati hai.
Zindagi ne to maut ke karib laya, magar maut ne dil hamhara tod diya. Band kar liye the humne ishq ki kitab, chhod diye dekhna ishq ke khwab, daur-e-mohabbat ko dekh, yaad aayee hamhen kitabon ki baat.
Mere insaan hone ki gurur nahin hai mujhe dusron ke jajbaat se aksar khelta raha hoon main mujhse pyar paane ki arzoo nahin hai kishi ki nafrat ke solon mein aksar jalta raha hoon main safar zindagi ka manzil mein rukta nahin hai, bas thikana badalta raheta hai. Sirf manzil mein hi to kushi milti hai, safar mein gam ka saath bana raheta hai arjoo thi jishki woh tum nahin ho mohabat hai jish-se woh tum nahin ho masoom hai jo woh tum nahin ho zindigi hai jish-se woh tum nahin ho sajni hai jo woh tum nahin ho sapna hai jo woh tum nahin ho tum jo nazar aati ho, hamesha meri nazaron mein woh tum tum nahin ho kam hai ye zindagi khud ke liye, dusron ke bare mein sochta kyun hai. Teri khud ki zindagi itni mushkil hai, auron ke bare mein sochta kyun hai. Tere to apne tere saath hai, kishi ko apni zindagi mein bulata kyun hai. Khud ke liye kuchh to bachakar rakh, yun apni kimti ansoo bahata kyun hai. Pathar ko bhi pani kar de hum woh jaan rakhte hai, anjaan ko bhi apna bana le hum woh pehchaan rakhte hai.
Karte nahi izhar phir kyun karte ho tum pyar? Nazron se bate bahat hui ab lab se karo ikrar. Fitrat me nahi Humare, Mohabbat me aason Bahana, Bewafaiko unki apni yadon me dohrana, Do boond Sharab ki, Bhuladeti hai sare gam, Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me Nikal padte hai Hum!!